"Hazrat Anas RAZI ALLAH TALLA ANHA Se RiwaYat He K Hum Ne Arz Kia YA RASOOL ALLAH
Hum BhaLaiYun Ka Hukum Na Karen Jab Tak Khud Tamam Per Amaal Na Kare
Or
BuraiYun Se Mana Na Karein Jab Tak Khud Tamam BuraiYun Se Na Bachain
HUZOOR.E.AQDAS SaLLaLLaHo ALaiHi WaSaLLam Ne IrShad farmaya:
NaHi BaLkaY Tum BhaLi Baato Ka Hukum Karo Agarcha Tum Khud In Sab K Paband Na Ho
Or
BuraiYun Say Manna Karo Agarcha Tum Khud In Sab Say Na Bach Rahe Ho"
JUMMA MUBARAK
Remember me in yr pryrzz..






0 comments:
Post a Comment